Facebook
Twitter
Problem melden

Maine Kaha Phoolon Se Songtext

Lata Mangeshkar - Maine Kaha Phoolon Se
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Maine kaha phoolon se
Maine kaha phoolon se
Hanso to woh khil-khila ke hans diye
Aur yeh kaha jeevan hai
Bhai mere bhai hansne ke liye

O. maine kaha phoolon se
Hanso to woh khil-khila ke hans diye
Aur yeh kaha jeevan hai
Bhai mere bhai hansne ke liye
Hansne ke liye

Suraj hansa to bikhar bikhar gayi kirnein
Suraj hansa to bikhar bikhar gayi kirnein
Suraj hansa re.
Kiran kiran chun kar dharti yeh
Saj ke sunehri ban gayi re
Maine kaha.
O. maine kaha sapmon se
Sajo to woh muskura ke saj gaye
Aur yeh kaha jeevan hai
Bhai mere bhai sajne ke liye
Sajne ke liye

Yeh shaam to. yun hansi jaise hansi dulhan
Yeh shaam to yun hansi jaise hansi dulhan
Yeh. shaam to neele neele saanware ambar mein
Rang jo gulaabi lage bharne.
Maine kaha...
O. maine kaha rangon se
Chhalko to woh jag yeh sara rang gaye
Aur yeh kaha jeevan hai
Bhai mere bhai rangne ke liye
Rangne ke liye

Mausam mila woh kahin ek din mujhko
Mausam mila woh kahin ek din mujhko
Mausam mila re
Maine kaha ruko khelo mere sang tum
Mausam bhala ruka jo woh ho gaya ghum
Maine kaha.
Maine kaha apnon se chalo to woh
Saath mere chal diye
Aur yeh kaha jeevan hai
Bhai mere bhai chalne ke liye
Chalne ke liye
News
Gwen Stefani: Neues Album unterscheidet sich klar von seinen Vorgängern
Vor 7 Stunden
Gwen Stefani: Neues Album unterscheidet sich klar von seinen Vorgängern
Cheyenne Ochsenknecht: Ihre Kindheit war „eine schwierige Zeit“
Vor 6 Stunden
Cheyenne Ochsenknecht: Ihre Kindheit war „eine schwierige Zeit“
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru