Dil e naadan tujhy howa kiya hai
Aakhir is dard ki dawa kiya hai
Dil e naadan tujhy howa kiya hai
Aakhir is dard ki dawa kiya hai
Dil e naadaan...
Ham hain mushtaq aur wo bezaar hain
Ya ilaahi ye maajra kiya hai
Ya ilaahi ye maajra kiya hai
Dil e naadan tujhy howa kiya hai
Dil e naadaan...
Main bhi momin zuban rakhta hon
Kash pocho ky Mud-daa kiya hai
Kash pocho ky Mud-daa kiya hai
Dil e naadan tujhy howa kiya hai
Aakhir is dard ki dawa kiya hai
Dil e naadaan...!!!
Writer(s): Mirza Ghalib, Jagjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com