Tune abhi dekha nahin
Dekha hai to jana nahin
Jana hai to mana nahin
Mujhe pehchana nahin
Duniya deewani meri
Mere peechhe peechhe bhaagi
Kismein hai dam yahan
Thehre jo mere aage
Mere aage aana nahin
Dekho takrana nahin
Kisi se bhi haare nahin hum
Jo sochein, jo chaahe woh karke dikha dein
Hum woh hain jo do aur do paanch bana dein

Arre tune abhi dekha nahin
Dekha hai to jana nahin
Hum aate jaate raahon mein
Kab kaise kya gul khilaayein
Jo uljhein woh samjhein
Hum kya kamaal kar jaayein
Hum aate jaate raahon mein
Kab kaise kya gul khilaayein
Jo uljhein woh samjhein
Hum kya kamaal kar jaayein
Hey phoolon ki raahon se kaaton ko hata dein
Hum woh hain jo do aur do paanch bana dein
Jo sochein, jo chaahe woh karke dikha dein
Hum woh hain jo do aur do paanch bana dein
Arre tune abhi dekha nahin
Dekha hai to jana nahin
Hum aag laga dein paani mein
Patthar pe phool khilayein
Bin mausam, bin baadal
Rimjhim savan barsaayein
Hum aag laga dein paani mein
Patthar pe phool khilayein
Bin mausam, bin baadal
Rimjhim savan barsaayein
Ho purab ke suraj ko pachchhim se ugaa dein
Hum woh hain jo do aur do paanch bana dein
Jo sochein, jo chaahe woh karke dikha dein
Hum woh hain jo do aur do paanch bana dein
Arre tune abhi dekha nahin
Dekha hai to jana nahin
Jab hum manmauji mastane masti ke saaz bajayein
To jhoome yeh dharti o chaand sitare gaayein

Hey hum naachein to yaaron ko sath nacha dein
Hum woh hain jo do aur do paanch bana dein
Jo sochein, jo chaahe woh karke dikha dein
Hum woh hain jo do aur do paanch bana dein
Tune abhi dekha nahin
Dekha hai to jana nahin
Jana hai to mana nahin
Mujhe pehchana nahin
Duniya deewani meri
Mere peechhe peechhe bhaagi
Kismein hai dam yahan
Thehre jo mere aage
Mere aage aana nahin
Dekho takrana nahin
Kisi se bhi haare nahin hum
Jo sochein, jo chaahe woh karke dikha dein
Hum woh hain jo do aur do paanch bana dein
Jo sochein, jo chaahe woh karke dikha dein
Hum woh hain jo do aur do paanch bana dein.
Writer(s): Anjaan, Nagrath Rajesh Roshan
Lyrics powered by www.musixmatch.com