Koi Haseena Lyrics
von Kishore Kumar
Das Lied "Koi Haseena" von Kishore Kumar beschäftigt sich mit der intensiven und manchmal komplizierten Natur der Anzieh... weiterlesen
(Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai) - 2
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to
Ek do tin ho jaati hai
Haathon mein chaabukh, honthon pe gaaliyaan - 2
Badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan
Koi taange waali jab rooth jaati hai to, hai to, hai to
Aur namkeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai
Zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai
Hey, zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai
Bada mazadaar goriye yeh tera rang roop hai
Dor se patang jab toot jaati hai to, hai to, hai to
Rukh rangeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to
Ek do tin ho jaati hai - 4

Writer(s): Anand Bakshi, R. D. Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied "Koi Haseena" von Kishore Kumar beschäftigt sich mit der intensiven und manchmal komplizierten Natur der Anziehung zwischen Männern und Fraue... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebe
-
Schönheit
-
Verführung
-
Emotionen
-
Leichtigkeit
-
Hedonismus
-
Romantik
-
Eintönigkeit
-
Beliebte Kishore Kumar Lyrics
Link kopiert!
Kishore Kumar - Koi Haseena
Quelle: Youtube
0:00
0:00