Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics

Im Song 'Ek Ajnabee Haseena Se' von Kishore Kumar wird die Magie einer unerwarteten Begegnung künstlerisch dargestellt. ... weiterlesen
Lyrics
Unhu hu hun hasina se yun mulaaqat ho gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Poochho

Kuch Aisi Baat Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yun Mulaaqat Ho Gayi
Wo Achanak Aa Gayi
Yun Nazar Ke Saamne

Jaise Nikal Aaya Ghata Se Chaand

Wo Achanak Aa Gayi
Yun Nazar Ke Saamne
Jaise Nikal Aaya Ghata Se Chaand
Chehre Pe Zulfen Bikhri Hui Thi

Din Mein Raat Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yun Mulaaqat Ho Gayi

Jaaneman Jaane Jigar
Hota Main Shaayar Agar
Kehta Ghazal Teri Adaon Par
Jaaneman Jaane Jigar
Hota Main Shaayar Agar
Kehta Ghazal Teri Adaon Par
Maine Yeh Kaha To
Mujhse Khafa Wo
Jaane Haya Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yun Mulaaqat Ho Gayi
Khubsurat Baat Yeh
Chaar Pal Ka Saath Yeh
Saari Umar Mujhko Rahega Yaad
Khubsura Baat Yeh
Chaar Pal Ka Saath Yeh
Saari Umar Mujhko Rahega Yaad
Main Akela Tha Magar
Ban Gayi Wo Humsafar
Wo Mere Saath Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yun Mulaaqat Ho Gayi
Writer(s): Anand Bakshi, R.d. Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Im Song 'Ek Ajnabee Haseena Se' von Kishore Kumar wird die Magie einer unerwarteten Begegnung künstlerisch dargestellt. Der Text beginnt mit der Besch... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Romantik
  • Liebe
  • Gefühle
  • Begegnung
  • Schönheit
  • Erinnerung
  • Sehnsucht
  • Unbekannt
  • Magie
  • Einsamkeit
Kishore Kumar - Ek Ajnabee Haseena Se
Quelle: Youtube
0:00
0:00