Facebook
Twitter
Problem melden

Kahe Paise Pe - From "Laawaris" Songtext

Kishore Kumar - Kahe Paise Pe - From "Laawaris"
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Char paise kya mile, kya mile bhai kya mile
Khud ko samajh baithe khuda
Woh khuda hee jane abb hoga teraa anjam kya
Kahe paise pe -2 itna gurur kare hain
Kahe paise pe itna gurur kare hain
Yahee paisa toh -2 apano se dur kare hain, dur kare hain
Kahe paise pe itna gurur kare hain, gurur kare hain

Sone chandi ke, unche mehalo me
Dard jyada hai, chain thoda hai - (2)
Iss jamane me, paise waalo ne
Pyar chhina hai, dil ko toda hai - (2)
Paise kee ehmiyat ko inkar nahee hai
Paisa hee magar sab kuchh sarkar nahee hai
Inakaa insan hai paisa paisa hai, dil humara bhee tere jaisa hai
Hai bhala paisa toh bura bhee hai
Yeh jeher bhee hai, yeh nasha bhee hai - (2)
Yeh nasha koi
Yeh nasha koi dhoka jurur kare hain
Yahee paisa toh han, yahee paisa toh apano se dur kare hain
Dur kare hain
Kahe paise pe itna gurur kare hain, gurur kare hain

Arre chale kahan, yeh paiso se kya kya tum yaha khridoge
Dil khridoge yake jan khridoge
Bajaro me pyar kaha bikata hai, dukanon pe yar kaha bikata hai
Phul bik jate hai, khushbu bikati nahee
Jism bik jate hain, ruh bikati nahee
Chain bikata nahee, khwaab bikate nahee
Dil ke arman betab bikate nahee
Arre paise se kya kya tum yaha khridoge
Dil khridoge yake jan khridoge

(Yeh inn hawao kaa mol kya doge, unn ghatao kaa mol kya doge
Arre inn jamino kaa mol ho shayad, aasmano kaa mol kya doge) - (2)
Pas paisa hai toh hai yeh duniya hasin, duniya hasin
Ho jarurat se jyada toh iman-o-yakin, iman-o-yakin
Yeh dimago me -2 kasur kare hain
Yahee paisa toh -2 apano se dur kare hain
Dur kare hain
Kahe paise pe itna gurur kare hain, gurur kare hain
News
Beatrice Egli verkündet DSDS-Aus
Vor 2 Tagen
Beatrice Egli verkündet DSDS-Aus
Trotz Tour-Ende: Peter Maffay gibt weiter Konzerte
Vor 12 Stunden
Trotz Tour-Ende: Peter Maffay gibt weiter Konzerte
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru