Jab Tak Maine Samjha Lyrics
von Kishore Kumar
Das Lied 'Jab Tak Maine Samjha' von Kishore Kumar ist eine tiefgründige Reflexion über das Leben. Der Text beginnt mit d... weiterlesen
Jab tak maine samjha jivan kya hai
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Jab tak maine samjha jivan kya hai
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Khushiyo ke har phul se maine gam ka haar piroya
Pyar tamana thi jivan ki pyar ko pake khoya
Apno se khud todke nata
Apnepan ko roya apnepan ko roya
Jab tak maine samjha apna kya hai
Sapna tut gaya sapna tut gaya
Jab tak maine samjha jivan kya hai
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Jivan ke kis mod pe aake dur huye wo dil se
Aandhi samay ki uda ke le gayi mere nashe man ke tinke
Waade karke pyar wafa ke
Bichhade saathi milke bichhade saathi milke
Jab tak maine samjha saath kya hai
Saathi chhut gaya saathi chhut gaya
Jab tak maine samjha jivan kya hai
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
Tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
Bikhre bikhre dil ke tukde unki khatir tadape
Pyasi aankhe pi jaye aansu
Aankho se na chalke aankho se na chalke
Jab tak maine samjha aansu kya hai
Daman bheeg gaya daman bheeg gaya
Jab tak maine samjha jivan kya hai
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Jab tak maine samjha jivan kya hai
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Khushiyo ke har phul se maine gam ka haar piroya
Pyar tamana thi jivan ki pyar ko pake khoya
Apno se khud todke nata
Apnepan ko roya apnepan ko roya
Jab tak maine samjha apna kya hai
Sapna tut gaya sapna tut gaya
Jab tak maine samjha jivan kya hai
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Jivan ke kis mod pe aake dur huye wo dil se
Aandhi samay ki uda ke le gayi mere nashe man ke tinke
Waade karke pyar wafa ke
Bichhade saathi milke bichhade saathi milke
Jab tak maine samjha saath kya hai
Saathi chhut gaya saathi chhut gaya
Jab tak maine samjha jivan kya hai
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
Tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
Bikhre bikhre dil ke tukde unki khatir tadape
Pyasi aankhe pi jaye aansu
Aankho se na chalke aankho se na chalke
Jab tak maine samjha aansu kya hai
Daman bheeg gaya daman bheeg gaya
Jab tak maine samjha jivan kya hai
Jivan bit gaya jivan bit gaya
Writer(s): M. G. Hashmat, Jugal Kishore
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Jab Tak Maine Samjha' von Kishore Kumar ist eine tiefgründige Reflexion über das Leben. Der Text beginnt mit der wiederkehrenden Zeile, die ... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Leben
-
Liebe
-
Verlust
-
Trauer
-
Emotion
-
Erinnerung
-
Erkenntnis
-
Schmerz
-
Enttäuschung
-
Rückblick
-
Beliebte Kishore Kumar Lyrics
Link kopiert!
Kishore Kumar - Jab Tak Maine Samjha
Quelle: Youtube
0:00
0:00