Hawaon Pe Likh Do Lyrics
von Kishore Kumar
Die Zeilen von 'Hawaon Pe Likh Do' von Kishore Kumar beschreiben eine tiefgehende Sehnsucht und das Gefühl der Verbunden... weiterlesen
Havaaon Pe Likh Do Havaaon Ke Naam
Ham Anjaan Pardesiyon Kaa Salaam
Havaaon Pe Likh Do Havaaon Ke Naam
(ye Kiske Liye Hai, Bataa Kiske Naam) -2
O Panchhi Teraa Ye Surilaa Salaam
Havaaon Pe Likh Do Havaaon Ke Naam
Shaakh Par Jab, Dhoop Aayee, Haath Chhoone Ke Liye
Chhaanv Chham Se, Neeche Koodi, Hans Ke Boli Aaiye
Yahaan Subah Se Khelaa Karti Hai Shaam
Havaaon Pe Likh Do Havaaon Ke Naam
Chulbulaa Ye, Paani Apni, Raah Bahnaa Bhoolkar
Lete Lete, Aainaa Chamkaa Rahaa Hai Phool Par
Ye Bhole Se Chehre Hain Maasoom Naam
Havaaon Pe Likh Do...
Ham Anjaan Pardesiyon Kaa Salaam
Havaaon Pe Likh Do Havaaon Ke Naam
(ye Kiske Liye Hai, Bataa Kiske Naam) -2
O Panchhi Teraa Ye Surilaa Salaam
Havaaon Pe Likh Do Havaaon Ke Naam
Shaakh Par Jab, Dhoop Aayee, Haath Chhoone Ke Liye
Chhaanv Chham Se, Neeche Koodi, Hans Ke Boli Aaiye
Yahaan Subah Se Khelaa Karti Hai Shaam
Havaaon Pe Likh Do Havaaon Ke Naam
Chulbulaa Ye, Paani Apni, Raah Bahnaa Bhoolkar
Lete Lete, Aainaa Chamkaa Rahaa Hai Phool Par
Ye Bhole Se Chehre Hain Maasoom Naam
Havaaon Pe Likh Do...
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Die Zeilen von 'Hawaon Pe Likh Do' von Kishore Kumar beschreiben eine tiefgehende Sehnsucht und das Gefühl der Verbundenheit mit der Natur und geliebt... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebe
-
Romantik
-
Sehnsucht
-
Freiheit
-
Hoffnung
-
Natur
-
Unschuld
-
Beliebte Kishore Kumar Lyrics
Link kopiert!
Kishore Kumar - Hawaon Pe Likh Do
Quelle: Youtube
0:00
0:00