Dekha Ek Khwab Toh Lyrics

Das Lied 'Dekha Ek Khwab Toh', interpretiert von Kishore Kumar, handelt von den berauschenden und zauberhaften Gefühlen ... weiterlesen
Lyrics
Dekhaa yek khwaab to, ye silsile huye
Door tak nigaahon mein hain gul khile huye
Ye gilaa hain aap kee nigaahon se
Phool bhee ho daramiyaan to faasalen huye

Meri saason mein basee khushboo teri
Ye tere pyaar kee hain jaadoogari
Teri aawaaj hain hawaaon mein
Pyaar kaa rang hain fijaaon mein
Dhadakanon mein tere geet hain mile huye

Kyaa kahun ke sharam se hain lab sile huye

Meraa dil hain teri panaahon mein
Aa chhoopaa loo tuze main baahon mein
Teree tasaweer hain nigaahon mein
Door tak roshanee hain raahon mein
Kal agar naa roshanee ke kafile huye
Pyaar ke hajaar deep hain jale huye
Writer(s): Hari Chaurasia, Shiv Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied 'Dekha Ek Khwab Toh', interpretiert von Kishore Kumar, handelt von den berauschenden und zauberhaften Gefühlen der Liebe, die sowohl in der R... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Romantik
  • Liebe
  • Zweisamkeit
  • Träume
  • Sehnsucht
  • Poesie
  • Harmonie
  • Natur
Kishore Kumar - Dekha Ek Khwab Toh
Quelle: Youtube
0:00
0:00