Chhoti Si Yeh Duniya Lyrics

In dem Lied 'Chhoti Si Yeh Duniya' von Kishore Kumar wird das Leben in seiner kleinen, aber tiefgründigen Essenz betrach... weiterlesen
Lyrics
(chhoti si yeh duniya pehchaane raatse hai
Tum kahin toh miloge, kabhi toh miloge
Toh puchhenge haal) - (2)
Chhoti si yeh duniya

Hum toh yeh samjhenge hamne ek patthar ko puja
Lekin tumako paane jaisa (nahi milega duja -2)
Chhoti si yeh duniya pehchaane raatse hai
Tum kahin toh miloge, kabhi toh miloge
Toh puchhenge haal, chhoti si yeh duniya


Sikha nahi hamaare dil ne pyaar mein dheeraj khona
Aag mein jalke bhi jo nikhare (hai wahin sachcha sona -2)
Chhoti si yeh duniya pehchaane raatse hain
Tum kahin toh miloge, kabhi toh miloge
Toh puchhenge haal, chhoti si yeh duniya

Dil ki daulat mat thukraao dekho pachhtaaoge
Aaj chale jaate ho jaise (laut ke bhi aaoge -2)
(chhoti si yeh duniya pehchaane raatse hain
Tum kahin toh miloge, kabhi toh miloge
Toh puchhenge haal, chhoti si yeh duniya) - (2)
Writer(s): Shailendra, Jaikshan Shankar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

In dem Lied 'Chhoti Si Yeh Duniya' von Kishore Kumar wird das Leben in seiner kleinen, aber tiefgründigen Essenz betrachtet. Der wiederkehrende Refrai... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Liebe
  • Emotion
  • Sehnsucht
  • Kleinheit
  • Zusammengehörigkeit
  • Schicksal
  • Wertschätzung
  • Reflexion
Kishore Kumar - Chhoti Si Yeh Duniya
Quelle: Youtube
0:00
0:00