Bahoot Khoobsoorat Ek Ladki Lyrics
von Kishore Kumar
Das Lied 'Bahut Khoobsoorat Ek Ladki', gesungen von Kishore Kumar, handelt von einer außergewöhnlich schönen jungen Frau... weiterlesen
Bahut khubsoorat jawan ek ladki hu hu.
Sadak par akeli chali ja rahi thee
Fakat naam ko usne pahene teh kapde
Ajanta ki murat nazaar ah rahi thee
Nazaar ah rahi thee
Koi diljala us se takra gaya
Koi diljala us se takra gaya
Mere doston tum karo faisla
Khata kiski hai kisko de hum sazaa
Mere doston tum karo faisla
Khata kiski hai kisko de hum sazaa
Hua haadsaa jo woh kaise na hota
Ke banke qayamat woh nikli thee gharse
Woh nikli thee gharse
Na dekke koi toh sharafat hai uski
Jo dekke toh kuch bhi chhupe na nazarse
Chhupe na nazarse
Koi diljalaa muft mara gaya
Koi diljalaa muft mara gaya
Mere doston tum kara faisla
Khata kiski hai kisko de hum sazaa
Mere doston tum kara faisla
Khata kiski hai kisko de hum sazaa
Haseen toh hamesha haseen teh magar
Haseen toh hamesha haseen teh magar
Kabhi raasto pe nikal te na the
Badaltey woh bhi kahin roop lekin
Naye roz fashion badaltey na teh woh
Badaltey na teh
Gaya ek toh doosra aah gaya
Gaya ek toh doosra aah gaya
Mere doston tum karo faisla
Khata kiski hai kisko deh hum sazaa
Mere doston tum karo faisla
Khata kiski hai kisko deh hum sazaa.
Sadak par akeli chali ja rahi thee
Fakat naam ko usne pahene teh kapde
Ajanta ki murat nazaar ah rahi thee
Nazaar ah rahi thee
Koi diljala us se takra gaya
Koi diljala us se takra gaya
Mere doston tum karo faisla
Khata kiski hai kisko de hum sazaa
Mere doston tum karo faisla
Khata kiski hai kisko de hum sazaa
Hua haadsaa jo woh kaise na hota
Ke banke qayamat woh nikli thee gharse
Woh nikli thee gharse
Na dekke koi toh sharafat hai uski
Jo dekke toh kuch bhi chhupe na nazarse
Chhupe na nazarse
Koi diljalaa muft mara gaya
Koi diljalaa muft mara gaya
Mere doston tum kara faisla
Khata kiski hai kisko de hum sazaa
Mere doston tum kara faisla
Khata kiski hai kisko de hum sazaa
Haseen toh hamesha haseen teh magar
Haseen toh hamesha haseen teh magar
Kabhi raasto pe nikal te na the
Badaltey woh bhi kahin roop lekin
Naye roz fashion badaltey na teh woh
Badaltey na teh
Gaya ek toh doosra aah gaya
Gaya ek toh doosra aah gaya
Mere doston tum karo faisla
Khata kiski hai kisko deh hum sazaa
Mere doston tum karo faisla
Khata kiski hai kisko deh hum sazaa.
Writer(s): Anand Bakshi, Laxmikant Pyarelal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Bahut Khoobsoorat Ek Ladki', gesungen von Kishore Kumar, handelt von einer außergewöhnlich schönen jungen Frau, die allein durch die Straßen... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Schönheit
-
Liebe
-
Jugend
-
Entscheidung
-
Bewunderung
-
Schicksalsfrage
-
Schicksal
-
Unschuld
-
Einsamkeit
-
Mode
-
Beliebte Kishore Kumar Lyrics
Link kopiert!
Kishore Kumar - Bahoot Khoobsoorat Ek Ladki
Quelle: Youtube
0:00
0:00