Bedeutung Übersetzung
Facebook
Twitter
Problem melden

Deewana Hai Dekho Songtext

Female:
Kaun hai yeh? Jisne dubaara mudke mujhe nahin dekha?
Who is he? Oh my gosh!

Deewana hai dekho beqaraar voh
Sambhaalo sambhaalo, na pyaar ho
Hey, deewana hai dekho beqaraar voh
Sambhaalo sambhaalo, na pyaar ho
Apna banaake dekho dil na churaa le voh
Aisa kyoon lage hai, bolo na
Jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai voh kaun jo
Baar baar yeh dil khota hai dekhke usko

Chorus:
Jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai voh kaun jo
Baar baar yeh dil khota hai dekhke usko

We're cool like that, we're hip like that
Groove like that, we will like that
Hey we're like that

Female:
Whatever
(Pehli baar dekha hai aisa
Ajnabi na ajnabi ke jaisa) - 2
Duniya mein doston ki vaise kami nahin hai yaar
Hota hai phir bhi na jaane kyoon dil beqaraar
Haai re haai, kya hua na jaane kyoon
Dhadke hai dil baar baar
Begaana hai dekho thoda yaar voh
Haan, sambhaalo sambhaalo, na pyaar ho
Apna banaake dekho dil na churaa le voh
Aisa kyoon lage hai, bolo na
Jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai voh kaun jo
Baar baar yeh dil khota hai dekhke usko

Chorus:
Jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai voh kaun jo
Baar baar yeh dil khota hai dekhke usko

Female:
Attitude, huh? What does he think of himself?
Just go tell him who I am

Male:
Hmm, aankhon mein doob jaane ko
Hum beqaraar baithe hai
Ek pal mein sab lutaane ko
Uspe hi yaar baithe hai - 2
Barson se ek chehraa dil mein rehta hai jo yaar
Shaayad kahin usko hai hamaara intezaar
Haai re haai, kya kahe jab dekhe voh
Bharke aankhon mein pyaar
Deewani hai dekho beqaraar voh
Sambhaalo sambhaalo, na pyaar ho
Apna banaake dekho dil na churaa le voh
Aisa kyoon lage hai, bolo na
Jhoom chik chik tum kya jaano mere haal ko
Baar baar yeh dil khota hai dekhke usko

Chorus:
Jhoom chik chik jhoom, tum bolo hai voh kaun jo
Baar baar yeh dil khota hai dekhke usko
C?mon c?mon c?mon, come tell us, tell us who you are - 2

Female:
Who are you?
Fragen über Kabhi Khushi Kabhie Gham
Wie in guten wie in schweren Tagen?
Wie heißen die Schauspieler von In guten wie in schweren Tagen?
Wer streamt In guten wie in schweren Tagen?
Kabhi Khushi Kabhie Gham - Deewana Hai Dekho
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru