Do lafz ki hai
Baat ek hi hai
Kyun darmiyaan phir,
Ruki Ruki
Keh bhi naa paayein
Reh bhi na paayein
Kyun bewajah hai,
Ye bebasi
Tum mein hum hain
Hum mein tum ho
Tum se hum hain
Hum se tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahaan
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi mein
Khush-naseeb hain hum
Jinko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Pyar na ho toh zindagi kya hai
Yaar na ho toh bandagi kya hai
Pyar na ho toh zindagi kya hai
Yaar na ho toh bandagi kya hai
Tujh se hi har khushi hai
Tere dum se aashiqui hai,
Jaan le
Mill jaaye hum toh
(Mill jaaye hum toh)
Sab kuch sahi hai
(Sab kuch sahi hai)
Phir iss tarah kyun,
(Phir iss tarah kyun,)
Hain ajnabi.
Tum mein hum hain
Hum mein tum ho
Tum se hum hain
Hum se tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahaan
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Haan kisi ko hi hai milta ye zindagi mein
Khushnaseeb hain jo hume mila zindagi mein
Haan kisi ko hi hai milta ye zindagi mein
Khushnaseeb hain jo hume mila zindagi mein
Woh ho…
Tu mohabbat hai,
Ishq hai mera
Ik ibaadat hai,
Saath ye tera
Tu mohabbat hai,
Ishq hai mera
Ik ibaadat hai,
Saath ye tera
Jab dil se dil mile hain
Phir kyun ye faasle hain,
Uss tarah
Aa bol de tu,
(Aa bol de tu,)
Yaa bol du main,
(Yaa bol du main,)
Kab tak chhupaayein
(Kab tak chhupaayein)
Ye bekhudi
Tum mein hum hain
Hum mein tum ho
Tum se hum hain
Hum se tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahaan
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Khush-naseeb hain hum
Jinko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Tu hai to main hoon
Tu hai to main
Tu hai to main hoon
Tu hai to main
Writer(s): Anand Bakshi, Manoj Yadav, Chirantan Bhatt, Kalyanji Virji Shah, Anandji V. Shah
Lyrics powered by www.musixmatch.com