Yeh Jo Halka Halka Lyrics

In 'Yeh Jo Halka Halka' von Nusrat Fateh Ali Khan wird die berauschende Wirkung der Liebe auf wunderschöne Weise vermitt... weiterlesen
Lyrics
Ye jo halka halka saroor hai,
Ye teri nazar ka kasoor hai,
Ke sharaab peena,
Sikha diya,
Ke sharaab peena,
Sikha diya,
Tere pyaar ne,
Teri chah ne,
Teri ...
Bahki bahki nigaah ne

Mujhe...
Ek sharabi bana diya,
Ke sharaab peena,
Sikha diya,
Sharaab kaisi, khumaar kaisa,
Ye sab tumhari,
Navaazishen hey,
Pilaayi hay,
Kis nazar se tunne,
Ke mujhko apni,
Khabar nahi hai.!
Tere pyaar ne,
Teri chah ne,
Teri ...
Bahki bahki nigaah ne
Mujhe...
Ek sharabi bana diya,
Ke sharaab peena,
Sikha diyaa.!
Tera pyaar hai meri zindagi,
Tera pyaar hai meri zindagi,
Bus meri zindagi,
Tera pyaar, bus meri zindagi,
Tera pyaar,
Mere byad kisko sataoge,
Mere byad kisko sataoge,
Mujhe kis trah milaoge,
Mujheko toh barbaad kiya hai,
Aur kise barbaad kroge,
Ro-ro ke farhyaad kroge,
Aur kise barbaad kroge,
Teri yeh adda ye behrukhi,
Keh rahi hai humse aur pee,
Ke sharaab peena
Mujhe...
Ek sharabi bana diya,
Mast mast mast
Writer(s): Iqbal Kasoori Naqibi, Farrukh Ali Khan, Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

In 'Yeh Jo Halka Halka' von Nusrat Fateh Ali Khan wird die berauschende Wirkung der Liebe auf wunderschöne Weise vermittelt. Der Text beschreibt, wie ... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Liebe
  • Emotion
  • Sehnsucht
  • Hingabe
  • Exzess
  • Trinken
  • Schmerz
  • Verführung
  • Nostalgie
  • Freude
Nusrat Fateh Ali Khan - Yeh Jo Halka Halka
Quelle: Youtube
0:00
0:00