Bedeutung
Facebook
Twitter
Problem melden

Tum Agar Yuhi Nazren Songtext

Tum Agar Younhi Nazrain Milatay Rahay Ma-e Kashi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Gee
Aur Ye Sil-sla Must-kil Ho To Phir Be-khudi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee

Ak Zama-ney Ke Bad Aaiee He Sham-e-gham, Shak-e-gham Meray Ghar Se Kahan Jaiee Gee
Meeri Qismat Main He Jo Tumhari Kami, Wooh Kami Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee

Shamah Kea B Mughay Kush Zarurat Naheen, Nam Ko Bhee Shab-e-ghum Main Zulmat Nahee

Meera Hr Dagh-e-dil Kam Nahee Chand Se, Chandni Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee

Tu Ne Jog Hum Daiee Wooh Khushi Se Laiee, Tugh Ko Deekha Naheen Phir Bhee Sajday Kaiee
Atna Mazboot Hai Jab Aqeeda Meera, Bandage Meeray Ghar Se Kaan Jaiee Ge

Zaraf Wala Koi Sam-ney Aaiee To, Main Deekhoon Usay Zara As Ko Apnaiee To
Meeri Hamraz Ye Us Ka Humraz Main, Be-kasi Maray Ghar Se Kahan Jaiee Gee

Jo Koi Bhee Teeri Rah Main Main Kr Gia, Apni Hasti Ko Wooh Javdan Kr Gia
Main Shaheed-e-wafa Ho Gia Hoon To Kia, Zindagi Meeray Ghar Se Kahan Jaiee Gee
News
Wie Beyoncé: Lily Allen macht jetzt auch Country-Musik
Vor 12 Stunden
Wie Beyoncé: Lily Allen macht jetzt auch Country-Musik
Dua Lipa: Das erwartet die Fans bei ihrem Glastonbury-Auftritt
Vor 13 Stunden
Dua Lipa: Das erwartet die Fans bei ihrem Glastonbury-Auftritt
Nusrat Fateh Ali Khan - Tum Agar Yuhi Nazren
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru