Facebook
Twitter
Problem melden

Saanso Ki Maala Pe Songtext

Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa
Yehi meri bandagi hai yehi meri pooja sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Ek ka sajan mandir maiN ek ka preetam masjid maiN aur mein sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Papeehay oh papeehay tu yeh kiyoon aanso bahaata hai zubaan pe teri pee pee kis liyeh reh reh ke aata hai sadaye dard o gham kiyoon ddardmandoon ko sunata hai jo khudhi jal raha hoon aur kiyoon us ko jalaata hai
Kaatoon tori choonch paheeha raam daroon pe loon mein pee ki aur pee mora tu pee kahay hai kaun
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Her qismat ke haath hein kiss bandhan ki laaj mein ne tou bandhan likh diya sawarya ke naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Mein pee ki morat ko poojoon mein pee ki suurat ko poojon
Her dam... sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa... Saanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Pe ke naam kahoon mein pujari naam pee ka her saans mein wari simroon mein pee ka naam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam hum aur nahi kacho kaam ke matware pee ke naam ke
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Sajni baati kab likhoon jo preetam ho pardes tan mein mun mein piya basay bhejon kisay sandes mein
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Her her mein hai her basay, her her ko her hai her ki aas her ko her her dhoond phiri, aur her hai more paas
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Vocables sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Deen dharam sub choor ke mein to pee ki dhun mein sud bud khoyi chit jaaon gun pee pee ke gaaon aur nahi koi doja kaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Sa re re ga sa re ga re re re ga sa pa ma ma ga ga re re re sa sa pa ma re re re ma ga... Vocables (9: 40)
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Prem ke rung mein aisee doobi, bun gaya aik hee roop prem ki mala japte japte aap bani mei shyaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ki mala japte japte aap bani mei shyaam
Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi
Aisee dobi prem ke rung mein
Aa piya in nainan mein jo pankh daanp ohe nu na mein dekhon ghair ko na tohay dekhan doon
Aise doobi prem ke rung mein
Preetam hum tum aik hein, jo kehen sunan mein do hum tum aik hein preetam hum tum aik hein
Mun ko mun se toliyah aur to mun qubool na ho
Aise doobi prem ke rung mein
Preetam tumre sung hai apna raaj suhaag tum naahi to kacho nahi tum mile to jaage bhaag
Aise doobi prem ke rung mein
Augan pooja paat tajay aur laga prem ka roug preetam ka bus dheyan rahay yehi hai apna joob
Aise doobi prem ke rung mein
Haath churawat jaat ho, jo nirmil jaan ke mohe hirde mein se jaawat ho tab mein jaanon tohe
Aise doobi prem ke rung mein
Vocables...
Aise doobi prem ke rung mein (15: 00)
Vocables...
Doobi doobi doobi aise doobi prem ke rung mein
Her dam dekho mora peharwa sadarahat more ghar naahi ander baahir aap wohi hai mein naahen mein naaheen
Aise doobi pr
News
Willow Smith: Neue Songs sind introvertierter
Vor 1 Tag
Willow Smith: Neue Songs sind introvertierter
The Script: Das schlimmste Jahr ihres Lebens
Vor 1 Tag
The Script: Das schlimmste Jahr ihres Lebens

Album Sanson Ki Mala (1994)

Nusrat Fateh Ali Khan
  1. 1.
    Sanson Ki Mala
  2. 2.
    Aag Daman Mein Lag Jai
Nusrat Fateh Ali Khan - Saanso Ki Maala Pe
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru