Na Rukte Hain Aansoo Lyrics
Der Song 'Na Rukte Hain Aansoo' von Nusrat Fateh Ali Khan ist eine berührende Ballade, die das Thema unerwiderte Liebe u... weiterlesen
Na Ruktey hein aansoo Na Thamtey hein Naale
Kaho Koi Kaisay Muhabat Chupa Lay
Kare Kya koi Woh Joh Aaein Yaka Yuk
Nigaahon Ko Rokay Ya Dil Ko Sambhalay
Qayamat Hai Zalim kee Neechi Nigahein
Khuda Janay Kya ho jo Nazrein utha Lay
Karoon aisa Sajda woh Ghabra kay Keh de
Khuda Ke liyey ub to sir ko utha Le
Tumhain Banda Parwur humhee jantay hein
Baray Seedhay Saadhay Baray Bhooley Bhaley
Bus itni si Doori, Yeh mein hoon yeh manzil
Kahan aake phootey hein paaon kay Chaalay
Qamar Mein hoon mukhtaar Tanzeem-e-Shub Ka
Hein meray hee bus mein andhairay Ujaalay
Kaho Koi Kaisay Muhabat Chupa Lay
Kare Kya koi Woh Joh Aaein Yaka Yuk
Nigaahon Ko Rokay Ya Dil Ko Sambhalay
Qayamat Hai Zalim kee Neechi Nigahein
Khuda Janay Kya ho jo Nazrein utha Lay
Karoon aisa Sajda woh Ghabra kay Keh de
Khuda Ke liyey ub to sir ko utha Le
Tumhain Banda Parwur humhee jantay hein
Baray Seedhay Saadhay Baray Bhooley Bhaley
Bus itni si Doori, Yeh mein hoon yeh manzil
Kahan aake phootey hein paaon kay Chaalay
Qamar Mein hoon mukhtaar Tanzeem-e-Shub Ka
Hein meray hee bus mein andhairay Ujaalay
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Der Song 'Na Rukte Hain Aansoo' von Nusrat Fateh Ali Khan ist eine berührende Ballade, die das Thema unerwiderte Liebe und emotionalen Schmerz behande... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Traurigkeit
-
Liebe
-
Emotionen
-
Hoffnung
-
Innere Konflikte
-
Sehnsucht
-
Verlust
-
Glaube
-
Spiritualität
-
Herausforderung
-
Beliebte Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics
Link kopiert!
Nusrat Fateh Ali Khan - Na Rukte Hain Aansoo
Quelle: Youtube
0:00
0:00