Main gunahon mein ghira hoon
Kijiye mujhko riha mustafa ya mustafa
Dukh bhare lamhaat mein is shabe zulmaat mein
Mujhko hai noor e mujassam hai tera hu aasra
Mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa
Gham ka maara hoon ya rasool allah
Besahaara hoon ya rasool allah
Gham ke maaron ki laaj rakh lije
Benawaon pe bhi karam kije
Aap ko yaad kar liya maine
Kalb ko shaad kar liya maine
Mera dil bhi nisaar meri jaan bhi nisaar
Main toh kya tumpe dono jahaan nisaar
Mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa
Bekason ke liye sahaara hai
Doobton ke liye kinaara hai
Rehmatein do jahaan bahaar e karamhai faqat aap hi se mera bharam
Mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa
Mera dil bhi hai beqaraar o malool
Bahr e hasnain aye muda ke rasoolaeena dard ka hai deeda e tarmere aaka ho karam ki ek nazar
Mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa
Rehmatal lil aal ameenkoi bhi tujhsa naheen
Khaak tere dar ki hai
Khaak e shafa
Mustafa ya mustafa
Aur mehboob e khuda
Kaun hai tere siwa
Tera ghar wo ghar hai jisme
Hain sabhi mushkil kusha
Mustafa ya mustafa
Tu hai akhi e murtaza
Tera wasi mushkil kusha
Dukhtar hai teri faatima nana hai tu hasnain ka
Panjtan ka naam hi konain ka raaz e baka
Mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa
Is dardashe ayyam maintarteeb subho shaam mainhar samt hain ranj o mahanhar samt hain daar o rassanik aalam e qarbo balaimdaad mehboob e khuda
Mustafa ya mustafa
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com