Khushiya.n aur ghum sehte hai
Phir bhi ye chup rehati hai,
Abtak kisi ne na jaana,
Zindagi kya
Kehti hai
Apni khabhi to khabhi ajanebi,
Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi.n,
Darr ya khabhi to khabhi tishnegi
Lageti hai ye to,
Khushiya.n aur ghum sehte hai
Phir bhi ye chup rehati hai,
Abtak kisi ne na jaana,
Zindagi kya
Kehti hai.
Khamoshiyo.n ki dheemee sada hai,
Ye zindagi to rab ki duaa hai,
Chud ke kisi ne isko dekha khabhi na,
Ehsaas ki hai khushbhoo mehki hawa hai.
Khushiya.n aur ghum sehte hai
Phir bhi ye chup rehati hai,
Abtak kisi ne na jaana,
Zindegi kya
Kehti hai.
Aha ha ha haa mm mm mm mmm
Mann se kaho.n tum,
Mann ki suno tum,
Mann meet koi mann ka suno tum,
Kuch bhi kahegi duniya,
Duniya ki chudo.
Palko mei.n sajaake jhilmil,
Sapane bano.n tum.
Khushiya.n aur ghum sehte hai
Phir bhi ye chup rehati hai,
Abtak kisi ne na jaana,
Zindegi kya
Kehti hai.
Apni khabhi to khabhi ajanebi,
Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi,
Darr ya khabhi to khabhi tishnegi
Lageti hai ye to.
Khushiya.n aur ghum sehte hai,
Phir bhi ye chup rehati hai,
Abtak kisi ne na jaana,
Zindegi kya
Kehti hai.
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Purnam Allah Abadi
Lyrics powered by www.musixmatch.com