Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Oo...
Oo...
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha magar kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaki
Tu nahi dikha re maula
Sab nahin bika re maula
Aur jahaan ruka wahaan pe
Jaam hai khaali
Dum taram ra ra...
Chaah ki kami mein tu hai
Aankh ki nami mein tu hai
Aas mein tu, pyaas mein tu
Saans mein tu
Tu bewajah haseen tu hai
Jo dikhe ussi mein tu hai
Aksh mein tu, raksh mein tu, jaan mein tu
Ishq bhi kiya re maula
Dard bhi diya re maula
Yun toh khush raha magar kuch reh gaya baaki
Faqr bhi kiya re maula
Ilm bhi liya re maula
Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaki
Tu nahi dikha re maula
Sab nahin bika re maula
Aur jahaan ruka wahaan pe
Jaam hai khaali
Dum taram ra ra...
Zeest ki sacchaiyon se, rooh ke gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se, tu zar zara
Zeest ki sacchaiyon se, rooh ke gehraiyon se
Raat ki tanhaiyon se, tu zar zara
Dum taram ra ra...
Writer(s): Farrukh Fateh Ali Khan, Saim Chishti
Lyrics powered by www.musixmatch.com