Ye Hai Duniya Ka Bazaar (From "Bazaar ") Lyrics

Das Lied "Ye Hai Duniya Ka Bazaar" von Mohammed Rafi nutzt die Metapher eines Marktes, um die Komplexität und oft den Sc... weiterlesen
Lyrics
Yeh hai duniya ka bazaar
Yeh hai duniya ka bazaar
Iss bazaar mein dekha humne
Iss bazaar mein dekha humne
Hasne rone ka byopaar
Hasne rone ka byopaar
Kahin mile aansu ki ladiyaan
Kahin mile aansu ki ladiyaan
Kahin mile aasha ke haar
Kahin mile aasha ke haar

Kahin dard kahin pyaar
Kahin jeet kahin haar
Yeh hai duniya ka bazaar
Yeh hai duniya ka bazaar

Aapse miliye aji aapse
Miliye aap kaun hai
Shahar ke bade raees
Aapase miliye aap kaun hai
Shahar ke bade raees
Kaam aap ka jeb katna
Naam chaar sau bees
Four twenti
Kaam aap ka jeb katna
Naam chaar sau bees
Inse bachke raho sarkar
Ki yeh hai choron ke sardar
Yeh hai duniya ka bazaar
Yeh hai duniya ka bazaar

Aapse miliye aji aapse
Miliye aap kaun hai
Mis chamakili jaan
Aapse miliye aap kaun hai
Mis chamakili jaan
Daulat ki pehchaan hai inko
Dil ki nahi pehchaan
Daulat ki pehchaan hai inko
Dil ki nahi pehchaan
Sikho inse jo tha pyaar
Ki yeh hai choron ki dil daar
Yeh hai duniya ka bazaar
Yeh hai duniya ka bazaar.
Writer(s): Qamar Jalalabadi, Shyam Sundar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied "Ye Hai Duniya Ka Bazaar" von Mohammed Rafi nutzt die Metapher eines Marktes, um die Komplexität und oft den Schmerz der menschlichen Erfahru... weiterlesen

Mohammed Rafi - Ye Hai Duniya Ka Bazaar (From "Bazaar ")
Quelle: Youtube
0:00
0:00