Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Lyrics
von Mohammed Rafi
Das Lied 'Dard-E-Dil Dard-E-Jigar', gesungen von Mohammed Rafi, thematisiert den tiefen Schmerz und die Sehnsucht, die a... weiterlesen
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne
Pehle To Maein Shaayar Tha Aashiq Banaya Aapne
Aapki Madhosh Nazrein Kar Rahi Hain Shaayari
Yeh Ghazal Meri Nahin Yeh Ghazal Hai Aapki
Maine To Bas Woh Likha Jo Kuchh Likhaaya Aapne
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne...
Kab Kahan Sab Kho Gayi Jitni Bhi Thi Parchhaiyaan
Uth Gayi Yaaron Ki Mehfil Ho Gayi Tanhaiyaan
Kya Hua Shayad Koi Parda Giraaya Aapne

Aur Thodi Der Mein Bas Hum Judaa Ho Jayenge
Aapko Dhoondunga Kaise Raaste Kho Jayenge
Naam Tak Bhi To Nahin Apna Bataaya Aapne

Writer(s): Anand Bakshi, Laxmikant Pyarelal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Dard-E-Dil Dard-E-Jigar', gesungen von Mohammed Rafi, thematisiert den tiefen Schmerz und die Sehnsucht, die aus unerwiderter oder abwesende... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebe
-
Sehnsucht
-
Schmerz
-
Melancholie
-
Trennung
-
Kreativität
-
Romantik
-
Identität
-
Beliebte Mohammed Rafi Lyrics
Link kopiert!
Mohammed Rafi - Dard-E-Dil Dard-E-Jigar
Quelle: Youtube
0:00
0:00