Shirdi Wale Sai Baba Lyrics
von Mohammed Rafi
Das Lied 'Shirdi Wale Sai Baba', gesungen von Mohammed Rafi, ist eine Hommage an den verehrten Heiligen Sai Baba von Shi... weiterlesen
Aaaaaaaaa
Zamaane ne kaha tooti hui tasveer banti
Hai tere darbar me bigdi hui taqdeer banti hai.
Taarif teri ...nikali hai dil se
Aayi hai b lub pe banke qawalli...
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere darr pe sawali
Shirdi wale sai baba...
Aaya hai tere darr pe sawaali
Lub pe duaayen ... ankhoon me aaasoon.
Dil me umeede par jholi khali.
Shirdi wale sai baba
Aaya hai b tere darr pe sawaali.
Darr pe sawaali ... ayya hai dar pe sawaali...
Haan
Shirdi wale sai baba aaya hai tere darr pe sawaali.
Hoooo oho X 2
O mere sai deva .tera sab naam lewa
Khuda insaan sare, sabhi tujhko hai pyare
Sune fariyaad sabki... tuhi hai yaad sabki
Bada ya koi chota, nahi mayoos lauta .
Ameero ka sahara, gareebo ka guzara
Teri rehmat ka quissa bayaan akbar karega ...
Do din ki duniya, duniya hai gulshan
Sab phoolbkante, tu sabka maali
Shirdi wale sai baba, aaya hai terw dar pe sawali
Khuda ki shaan tujhme
Dikhe bhagwaan tujhme
Khuda ki shaan tujhme
Dikhe bhagwaan tujhme
Tujhe sab maante hai
Tera ghar jaante hai
Chale aate hai daude
Jo khush kismat hai thode
Ye har rahi ki manzil
Ye har kashti ka sahil
Jise sabne nikala
Use toone sambhala
Jise sabne nikaala
Use toone sambhala
Tu bichdoo ko milaye
Bujhe deepak jalaye
Tu bichdo ko milaye
Bujhe deepak jalaye X2
Yeh gam ki raatein, raatein ye kaali
Inko banade Id aur Diwali
Shirdi wale sai baba, aaya hai tere dar pe sawali
Lab pe duayen ankhoon me aason
Dil me umeedein par jholi khaali
Shirdi wale sai baba aaya hai tere dar pe sawali X 4
Zamaane ne kaha tooti hui tasveer banti
Hai tere darbar me bigdi hui taqdeer banti hai.
Taarif teri ...nikali hai dil se
Aayi hai b lub pe banke qawalli...
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere darr pe sawali
Shirdi wale sai baba...
Aaya hai tere darr pe sawaali
Lub pe duaayen ... ankhoon me aaasoon.
Dil me umeede par jholi khali.
Shirdi wale sai baba
Aaya hai b tere darr pe sawaali.
Darr pe sawaali ... ayya hai dar pe sawaali...
Haan
Shirdi wale sai baba aaya hai tere darr pe sawaali.
Hoooo oho X 2
O mere sai deva .tera sab naam lewa
Khuda insaan sare, sabhi tujhko hai pyare
Sune fariyaad sabki... tuhi hai yaad sabki
Bada ya koi chota, nahi mayoos lauta .
Ameero ka sahara, gareebo ka guzara
Teri rehmat ka quissa bayaan akbar karega ...
Do din ki duniya, duniya hai gulshan
Sab phoolbkante, tu sabka maali
Shirdi wale sai baba, aaya hai terw dar pe sawali
Khuda ki shaan tujhme
Dikhe bhagwaan tujhme
Khuda ki shaan tujhme
Dikhe bhagwaan tujhme
Tujhe sab maante hai
Tera ghar jaante hai
Chale aate hai daude
Jo khush kismat hai thode
Ye har rahi ki manzil
Ye har kashti ka sahil
Jise sabne nikala
Use toone sambhala
Jise sabne nikaala
Use toone sambhala
Tu bichdoo ko milaye
Bujhe deepak jalaye
Tu bichdo ko milaye
Bujhe deepak jalaye X2
Yeh gam ki raatein, raatein ye kaali
Inko banade Id aur Diwali
Shirdi wale sai baba, aaya hai tere dar pe sawali
Lab pe duayen ankhoon me aason
Dil me umeedein par jholi khaali
Shirdi wale sai baba aaya hai tere dar pe sawali X 4
Writer(s): Anand Bakshi, Laxmikant Pyarelal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Shirdi Wale Sai Baba', gesungen von Mohammed Rafi, ist eine Hommage an den verehrten Heiligen Sai Baba von Shirdi. In den Texten wird die Kr... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Gebet
-
Glaube
-
Hoffnung
-
Barmherzigkeit
-
Gemeinschaft
-
Zuflucht
-
Spiritualität
-
Schutz
-
Wohlstand
-
Inspiration
-
Beliebte Mohammed Rafi Lyrics
Link kopiert!
Mohammed Rafi - Shirdi Wale Sai Baba
Quelle: Youtube
0:00
0:00