Suhani Raat Dhal Chuki Na Jaane Tum Kab Aaoge (From "Dulari") Lyrics

Im Lied 'Suhani Raat Dhal Chuki' von Mohammed Rafi geht es um die tiefen Gefühle der Sehnsucht und des Wartens. Der Säng... weiterlesen
Lyrics
Suhaani raat dhal chuki
Na jaane tum kab aaoge
Suhaani raat dhal chuki
Na jaane tum kab aaoge
Jahan ki rut badal chuki
Na jaane tum kab aaoge
Nazaarein apni mastiyaan dikha dikhaake so gaye
Sitaarein apni roshni luta lutaake so gaye
Har ek shamma jal chuki
Na jaane tum kab aaoge

Suhaani raat dhal chuki
Na jaane tum kab aaoge
Sponsored links

Tadap rahe hai hum yahan
Tadap rahe hai hum yahan tumhaare intezaar mein
Tumhaare intezaar mein
Fiza ka rang aa chala hai
Mausam-e-bahaar mein
Fiza ka rang aa chala hai
Mausam-e-bahaar mein
Mausam-e-bahaar mein
Hawa bhi rukh badal chuki
Na jaane tum kab aaoge
Suhaani raat dhal chuki
Na jaane tum kab aaoge
Writer(s): Ali Naushad, Badayuni Shakeel
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Im Lied 'Suhani Raat Dhal Chuki' von Mohammed Rafi geht es um die tiefen Gefühle der Sehnsucht und des Wartens. Der Sänger beschreibt eine wunderschön... weiterlesen

Mohammed Rafi - Suhani Raat Dhal Chuki Na Jaane Tum Kab Aaoge (From "Dulari")
Quelle: Youtube
0:00
0:00