Facebook
Twitter
Problem melden

O Jaane Wale Chand Zara Muskura Ke Ja (From "Bazaar ") Songtext

Mohammed Rafi - O Jaane Wale Chand Zara Muskura Ke Ja (From "Bazaar ")
Quelle: Youtube
0:00
0:00
O jaane wale chand
Zara muskura ke ja
Zara muskura
Zara muskura ke ja
Zalim jara nazar se
Nazar to milake ja
O jaane wale chand
Zara muskura ke ja

Aaya tha
Aaya tha koi mast
Jawani liye hue
Aaya tha koi mast
Jawani liye hue
Raftar mein nadi ki
Rawani liye hue
Aankho mein saukhiyo
Ki kahani liye hue
Kehdo use ke ek jhalak
To dikha ke ja
O jaane wale chand
Zara muskura ke ja
Zara muskura
Zara muskura ke ja

Daulat hai jinke pas
Wo kitne hai khusnasib
Ham dur dur aapke
Wo aapke karib
Mana ke hum garib hai
Dil to nahi garib
Daulat to aazmayi hai
Dil aazma ke ja
O jaane wale chand
Zara muskura ke ja
Zara muskura
Zara muskura ke ja

Bhagwan kuch to
Pyar sikhaye
Meri tarah bhagwan
Bhagwan tujhko
Pyar sikhaye meri
Dil mein tere bhi aag
Lagaye meri tarah
Raato ko tujhko nind na
Aaye meri tarah
Ya dard liye ja ya mera
Gam mitake ja
O jaane wale chand
Zara muskura ke ja
Zara muskura
Zara muskura ke ja.
News
Beatrice Egli verkündet DSDS-Aus
Vor 2 Tagen
Beatrice Egli verkündet DSDS-Aus
Trotz Tour-Ende: Peter Maffay gibt weiter Konzerte
Vor 15 Stunden
Trotz Tour-Ende: Peter Maffay gibt weiter Konzerte
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru