Kya Se Kya Ho Gaya - From "Guide" Lyrics
von Mohammed Rafi
Der Song "Kya Se Kya Ho Gaya" von Mohammed Rafi beschreibt den emotionalen Schmerz und die Enttäuschung, die durch unerf... weiterlesen
Kya Se Kya Ho Gaya, Bewafa Tere Pyar Me
Chaha Kya Kya Mila, Bewafa Tere Pyar Me
Chalo Suhana Bharam Toh Tuta, Jana Ke Husn Kya Hain
Hoo Chalo Suhana Bharam Toh Tuta, Jana Ke Husn Kya Hain
Kahatee Hain Jisako Pyar Duniya, Kya Cheej Kya Bala Hain
Dil Ne Kya Naa Saha, Bewafa Tere Pyar Me
Chaha Kya Kya Mila, Bewafa Tere Pyar Me
Tere Mere Dil Ke Bich Abb Toh, Sadiyo Ke Fasale Hain
Haan Tere Mere Dil Ke Bich Abb Toh, Sadiyo Ke Fasale Hain
Yakeen Hoga Kise Ke Ham Tum, Ek Rah Sang Chale Hain
Hona Hai Aur Kya, Bewafa Tere Pyar Me
Kya Se Kya Ho Gaya, Bewafa Tere Pyar Me.

Writer(s): S.d. Burman, Shailendra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Der Song "Kya Se Kya Ho Gaya" von Mohammed Rafi beschreibt den emotionalen Schmerz und die Enttäuschung, die durch unerfüllte Liebe entstehen. Die wie... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Enttäuschung
-
Liebesleid
-
Schmerz
-
Trennung
-
Sehnsucht
-
Illusion
-
Schicksal
-
Beliebte Mohammed Rafi Lyrics
Link kopiert!
Mohammed Rafi - Kya Se Kya Ho Gaya - From "Guide"
Quelle: Youtube
0:00
0:00