Ye duniya gam ka mela hai
Ye duniya gam ka mela hai
Musibat ki kahani hai
Koi roye koi gaye
Ajab ye zindagani hai
Hamen bhi de do
Hamen bhi de do sahara ke besahare hain
Hamen bhi de do sahara ke besahare hain
Hamen bhi de do sahara ke besahare hain
Falaq ki god se tute huye sitare hain
Falaq ki god se tute huye sitare hain
Hamen bhi de do sahara
Bhara ho pet to
Bhara ho pet to sansar jagamagata hai
Bhara ho pet to sansar jagamagata hai
Sataye bhukh to iman dagamagata hai
Sataye bhukh to iman dagamagata hai
Sataye bhukh to iman dagamagata hai
Bhalai kijiye
Bhalai kijiye do din ke ye nazare hain
Hamen bhi de do sahara ke besahare hain
Falaq ki god se tute huye sitare hain
Hamen bhi de do sahara
Tere jahan se
Tere jahan se malik bata kidhar jaye
Tere jahan se malik bata kidhar jaye
Tere huzur meinn rah kar bhi thokaren khayen
Tere huzur meinn rah kar bhi thokaren khayen
Tere huzur meinn rah kar bhi thokaren khayen
Garib hi sahi
Garib hi sahi aakhir to ham tumhare hain
Hamen bhi de do sahara ke besahare hain
Falaq ki god se tute huye sitare hain
Hamen bhi de do sahara.
By- Sir Pankaj Sehrawat
Writer(s): Jaikshan Shankar, Jaipuri Hasrat
Lyrics powered by www.musixmatch.com