Bas Ek Dushwar Hai Lyrics
von Mohammed Rafi
Bas Ki Dushwar Hai Har Kam Ka Asan Hona
Bas ki dushwar hai har kam ka asan hona
Adami ko bhi mayassar nahin insan hona
Ghar hamara, jo na rote bhi, to viran hota
Bahr gar bahr na hotato bayaban hota
Ishrat-e-qatara hai dariya men fana ho jana
Dard ka hadh say guzarna hai dawa hoo jana
Dard minnat_kashe-dava na hua
Main na achcha hua, bura na hua
Ibn-e-mariyam hua kare koi
Mere dukh ki dava kare koi
Bak raha huun junuun men kya kya kuchh
Kuchh na samajhe khuda kare koi
Bas ki dushwar hai har kam ka asan hona
Adami ko bhi mayassar nahin insan hona
Ghar hamara, jo na rote bhi, to viran hota
Bahr gar bahr na hotato bayaban hota
Ishrat-e-qatara hai dariya men fana ho jana
Dard ka hadh say guzarna hai dawa hoo jana
Dard minnat_kashe-dava na hua
Main na achcha hua, bura na hua
Ibn-e-mariyam hua kare koi
Mere dukh ki dava kare koi
Bak raha huun junuun men kya kya kuchh
Kuchh na samajhe khuda kare koi
Writer(s): Mirza Ghalib, N/a Khaiyyaam
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Mohammed Rafi Lyrics
Link kopiert!
Mohammed Rafi - Bas Ek Dushwar Hai
Quelle: Youtube
0:00
0:00