Baharo Phool Barsao (From "Suraj") Lyrics
von Mohammed Rafi
Das Lied 'Bahaaro Phool Barsaao', gesungen von Mohammed Rafi, ist eine poetische Feier der Liebe und der Natur. Der Tite... weiterlesen
Bahaaron Phool Barsaao, Mera Mehboob Aaya Hai
Mera Mehboob Aaya Hai
Hawaaon Raagini Gaao, Mera Mehboob Aaya Hai
Mera Mehboob Aaya Hai
O Laali Phool Ki Mehndi Laga In Gore Haathon Mein
Utar Aa Ae Ghata Kaajal Laga In Pyaari Aankhon Mein
Sitaaron Maang Bhar Jaao, Mera Mehboob Aaya Hai

Nazaaron Har Taraf Ab Taan Do Ek Noor Ki Chaadar
Bada Sharmila Dilbar Hai, Chala Jaaye Na Sharmaakar
Zara Tum Dil Ko Behlaao, Mera Mehboob Aaya Hai
Mera Mehbooba Aaya Hai

Sajaayi Hai Jawaan Kaliyon Ne Ab Yeh Sej Ulfat Ki
Inhe Maaloom Tha Aayegi Ek Din Ruth Mohabbat Ki
Fizaaon Rang Bikhraao, Mera Mehboob Aaya Hai

Writer(s): Jaikshan Shankar, Jaipuri Hasrat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Bahaaro Phool Barsaao', gesungen von Mohammed Rafi, ist eine poetische Feier der Liebe und der Natur. Der Titel bedeutet sinngemäß 'Lass Blu... weiterlesen
-
Beliebte Mohammed Rafi Lyrics
Link kopiert!
Mohammed Rafi - Baharo Phool Barsao (From "Suraj")
Quelle: Youtube
0:00
0:00