Chand sitare phul aur khushbu
Yeh toh sare purane hain
Taja taja kalee khilee hai ham usake deewane hain
Arre kalee ghataye barkha sawan -2,
Yeh toh sab afsane hain
Taja taja kalee khilee hai,
Ham usake deewane hain Andaj hai uske naye naye,
Hai naya naya divanapan -
(2)
Pehnane taj jawanee kaa hanske laut gaya bachpan
Git ghajal sab kal kee baate -2,
Usake naye tarane hain
Taja taja kalee khilee hai ham usake deewane hain
Hai rup me itna sadapan,
Toh kitna sundar hoga mann -
(2)
Bin gahne aur singar bina woh toh lagatee hai dulhan
Kajal bindiya kangan jhumke -2,
Yeh toh gujare jamane hain
Taja taja kalee khilee hai ham uske deewane hain
Chand sitare phul aur khushbu,
Yeh toh sare purane hain
Taja taja kalee khilee hai,
Ham usake deewane hain
Arre kalee ghataye barkha sawan,
Yeh toh sab afsane hain
Taja taja kalee khilee hai,
Ham usake deewane hain
Writer(s): Rajesh Roshan, Vijay Akele
Lyrics powered by www.musixmatch.com