Kuch shor macha Awaaz utha Jo josh dikha
Ho bepanaah
Abb soch badal kay
Kuch kar dikha
Jo bann jayey
Azaad khayaal
Har azam tera
Kar de dhamaal
Har amal tera
Ho bemisaal
Kuch shor macha
Awaaz utha
Kuch shor macha
Awaaz utha
Kuch shor macha, awaaz utha
Aah dekhein zara
Jo tere mann mein hain sapnay
Aah jeelein zara
Teri hai zameen, tera aasmaan
Yeh unn sitaron se, aagay tera jahaan
Chaho to
Saaton aasmaan, hoon manzil ke nishaan
Hoon to
Teri rahoon pe hoon, kaaron ka karwaan
Hai tujh mein damm to qadam utha
Yeh qadam utha
Manzil hai tu qadam aur raasta
Hai yeh raasta
Jo guzre kal woh bhool ja
Badlein ta rang yeh aasmaan
Mera hai yaqeen, mera hai imaan
Tere hathon mein ho, kya yeh saara jahaan
To aaj iss mor pay aah kharay huway
Nah koi raasta nah manzil aaye nazar tumhay
Aqal hairaan hai aur soch parayshaan hai
Khauf hai dil mein aur gumsum zubaan hai
To shor macha aur qadam barha
Apna sar fakhar se utha Buland kar apnay woh khayaal
Pooch le woh sabb sawaal Cheer de Khauf-o-Raas ke woh parday
Apni misaal khud banah
Chor de mayoosee ke woh raastay
Apna bhojh khud utha
Dikha, dikha ke to kisi se kamm nahin
Teri soch, teri himmat, teri dil mein koi gham nahin
Aaj hai andhair to kal hai ujaal
Sayah-e-Khuda-e-Zul-Jalaal
...
Paak sarzameen ka nizaam
Quwwat-e-Uhuwwat-e-Awaam
Chaho to
Saaton aasmaan, hoon manzil ke nishaan
Hoon to
Teri rahoon pe hoon, kaaron ka karwaan
Yeh karwaan
Writer(s): Kudalkar Laxmikant, Anand Santosh, Pyarelal Lakshmikant
Lyrics powered by www.musixmatch.com