Zindagi Tune Lyrics
von Jagjit Singh
Das Lied 'Zindagi Tune' von Jagjit Singh reflektiert tiefgründige Gedanken über das Leben und die menschliche Existenz. ... weiterlesen
Zindaggi tune lahoo leke diya kuch bhi nahin
Tere daaman mein mere waaste kya kuch bhi nahin
Mere in haathon ki chaaho to talaashi le lo
Mere haathon mein lakiron ke siwa kuch bhi nahin
Humne dekha hai kai aise khudaon ko yahan
Saamne jinke wo sach much ka khuda kuch bhi nahin
Yaa khuda ab ke ye kis rang se aayi hai bahaar
Zard hi zard hai pedon pe hara kuch bhi nahin
Dil bhi ik zid pe ada hai kisi bachche ki tarah
Ya to sab kuch hi ise chaachiye ya kuch bhi nahin

Writer(s): Jagjit Singh, Sudarshan Faakir
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Zindagi Tune' von Jagjit Singh reflektiert tiefgründige Gedanken über das Leben und die menschliche Existenz. Der Wiederholung des Satzes 'k... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Leben
-
Verlust
-
Hoffnung
-
Wunsch
-
Sehnsucht
-
Entäuschung
-
Göttlichkeit
-
Beliebte Jagjit Singh Lyrics
Link kopiert!
Jagjit Singh - Zindagi Tune
Quelle: Youtube
0:00
0:00