
Hothon Se Chhu Lo Tum Lyrics
von Jagjit Singh
Das Lied 'Hothon Se Chhu Lo Tum', gesungen von Jagjit Singh, ist eine wunderschöne Ballade, die die Bedeutung und die Kr... weiterlesen
Hothon Se Chulo Tum
Mera Geet Amar Kar Do
Ban Jao Meet Mere
Meri Preet Amar Kar Do
Na Umr Ki Seema Ho
Na Janm Ka Ho Bhandhan
Jab Pyar Kare Koi
To Dekhe Keval Man
Nayi Reet Chalakar Tum
Ye Reet Amar Kar Do
Aakash Ka Soonapan
Mere Tanha Man Mein
Paayal Chhanakati Tum
Aajaao Jeevan Mein
Saansen Dekar Apni
Sangeet Amar Kar Do
Mera Geet Amar Kar Do
Jag Ne Chhina Mujhse
Mujhe Jo Bhi Lagaa Pyara
Sab Jeeta Kiye Mujhse
Main Har Dam Hi Haara
Tum Har Ke Dil Apna
Meri Jeet Amar Kar Do
Honthon Se Chulo Tum
Honthon Se Chulo Tum
Mera Geet Amar Kar Do
Ban Jao Meet Mere
Meri Preet Amar Kar Do
Na Umr Ki Seema Ho
Na Janm Ka Ho Bhandhan
Jab Pyar Kare Koi
To Dekhe Keval Man
Nayi Reet Chalakar Tum
Ye Reet Amar Kar Do
Aakash Ka Soonapan
Mere Tanha Man Mein
Paayal Chhanakati Tum
Aajaao Jeevan Mein
Saansen Dekar Apni
Sangeet Amar Kar Do
Mera Geet Amar Kar Do
Jag Ne Chhina Mujhse
Mujhe Jo Bhi Lagaa Pyara
Sab Jeeta Kiye Mujhse
Main Har Dam Hi Haara
Tum Har Ke Dil Apna
Meri Jeet Amar Kar Do
Honthon Se Chulo Tum
Honthon Se Chulo Tum
Writer(s): Jagjit Singh Dhiman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Hothon Se Chhu Lo Tum', gesungen von Jagjit Singh, ist eine wunderschöne Ballade, die die Bedeutung und die Kraft der Liebe thematisiert. Es... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Liebe
-
Ewigkeit
-
Romantik
-
Intimität
-
Sehnsucht
-
Zusammengehörigkeit
-
Wunsch
-
Harmonie
-
Beliebte Jagjit Singh Lyrics
Link kopiert!
Jagjit Singh - Hothon Se Chhu Lo Tum
Quelle: Youtube
0:00
0:00