Yeh Zindagi Lyrics
von Jagjit Singh
In 'Yeh Zindagi', einem Lied von Jagjit Singh, beschäftigt sich der Sänger mit der tiefen Bedeutung des Lebens und den E... weiterlesen
Ye zindagi...
Aaj jo tumharebadan kichhoti-badi nason mein machal rahi hai,
Tumhare pairon se chal rahi hai.
Ye zindagi...
Ye zindagi...
Tumhari awaz mein gale se nikal rahi hai,
Tumhare lafzon mein dhal rahihai.
Ye zindagi...
Ye zindagi...
Jaane kitni sadiyon se yun hi shaqlein badal rahi hai,
Ye zindagi...
Badalti shaqlon, badalte jismon mein chalta-phirta ye ek sharara,
Jo is ghadi naam hai tumhara.
Isi se sari chahal-pahal hai, isi se roshan hai har nazara.
Sitare todo ya ghar basao, alam uthao ya sar jhukao.
Tumhari aankhon ki roshni takhai khel saara,
Ye khel hoga nahin dubara, Ye khel hoga nahin dubara.

Writer(s): Jagjit Singh, Nida Fazli
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
In 'Yeh Zindagi', einem Lied von Jagjit Singh, beschäftigt sich der Sänger mit der tiefen Bedeutung des Lebens und den Emotionen, die damit verbunden ... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Leben
-
Liebe
-
Identität
-
Emotion
-
Veränderung
-
Hoffnung
-
Erinnerung
-
Zukunft
-
Beliebte Jagjit Singh Lyrics
Link kopiert!
Jagjit Singh - Yeh Zindagi
Quelle: Youtube
0:00
0:00