Yaad Nahin Kya Kya Dekha Lyrics

Das Lied 'Yaad Nahin Kya Kya Dekha' von Jagjit Singh beschreibt eine tiefe Sehnsucht nach der Vergangenheit und den Schm... weiterlesen
Lyrics
Yaad Nahi... yaad Nahi...
Yaad Nahi kya kya dekha...

Saare Manjhar bhul gye...
Uski galiyon se jab laute
Apna hi ghar bhul gye...
Yaad Nahi... yaad Nahi...

Khub gye Pradesh ke apne.
Diwaaro dar bhul gye...
Sheesh mahal ne aisa ghera...
Mitti ke ghar bhul gye.
Uski galiyon se jab laute...
Apna hi ghar bhul gye...
Yaad Nahi... yaad Nahi...

Tujhko vi jab apni kasme ...
Apne waade yaad Nahi.
Hum vi apne khwab tere.
Aankho me rakh kar bhul gye.
Uski galiyon se jab laute.
Apna hi ghar bhul gye...
Yaad Nahi... yaad Nahi...

Mujhko jinhone katal kiya...
Koi unhe batlaaye naajir
Mere lash ke Pahlu me...
Apna khanjhar bhul gye...
Uski galiyon se jab laute...
Apna hi ghar bhul gye...
Yaad nahi... yaad Nahi...
Writer(s): Jagjit Singh, Nazeer Baqari
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied 'Yaad Nahin Kya Kya Dekha' von Jagjit Singh beschreibt eine tiefe Sehnsucht nach der Vergangenheit und den Schmerz des Vergessens. Der wieder... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Erinnerung
  • Verlust
  • Nostalgie
  • Heimat
  • Sehnsucht
  • Traurigkeit
  • Liebesversprechen
  • Identität
  • Vergangenheit
  • Entfremdung
Jagjit Singh - Yaad Nahin Kya Kya Dekha
Quelle: Youtube
0:00
0:00