Yaad Nahin Lyrics

In dem Lied 'Yaad Nahin' von Jagjit Singh wird eine tiefgreifende Reflexion über Vergessen und Verlust thematisiert. Der... weiterlesen
Lyrics
Yaad nahi kya kya dekha tha
Yaad nahi kya kya dekha tha
Saare manjar bhul gaye
Yaad nahi kya kya dekha tha,
Saare manjar bhul gaye
Usaki galiyon se jab lote
Apana hi ghar bhul gaye
Yaad nahin, yaad nahin

Khub gaye pardes ke apane
Deewaaro dar bhul gaye
Khub gaye pardes ke apane
Deewaaro dar bhul gaye
Sheesh mehal mein aisa bhi
Mitti ke ghar bhul gaye
Usaki galiyon se jab loate
Apana hi ghar bhul gaye
Yaad nahin, yaad nahin

Tujhko bhi apni kasmein
Apne waade yaad nahi
Tujhko bhi apni kasmein
Apne waade yaad nahi
Hum bhi apne khwaab teri
Aankhon mein rakh kar bhul gaye
Usaki galiyon se jab loate
Apana hi ghar bhul gaye
Yaad nahin, yaad nahin

Mujhako jinhone katl kiya hai,
Koyi unhe batlaaye nazeer
Mujhako jinhone katl kiya hai,
Koyi unhe batlaaye nazeer
Meri laash ke pehalu mein
Woh apana khanjar bhul gaye
Usaki galiyon se jab loate
Apana hi ghar bhul gaye
Yaad nahi kya kya dekha tha,
Saare manjar bhul gaye
Usaki galiyon se jab loate
Apana hi ghar bhul gaye
Yaad nahin, yaad nahin.
Writer(s): Nazir Baqari
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

In dem Lied 'Yaad Nahin' von Jagjit Singh wird eine tiefgreifende Reflexion über Vergessen und Verlust thematisiert. Der Protagonist blickt zurück auf... weiterlesen

Jagjit Singh - Yaad Nahin
Quelle: Youtube
0:00
0:00