Tu Ambar Ki Aankh Ka Tara Lyrics
von Jagjit Singh
In dem Lied 'Tu Amber Ki Aankh Ka Tara' von Jagjit Singh wird eine tiefgreifende und emotional aufgeladene Liebeserkläru... weiterlesen
Tu Amber Ki Ankh Ka Tara
Mere Chhote Hath
Sajan Main Bhool Gai Ye Baat
Tujh Ko Saare Man Se Chaha,
Chaha saare Tan Se
Apne Pure Pan Se Chaha
Aur Adhurey Pan Se
Pani Ki Ek Boond Kahan Aur Kahan Bhari Barsat
Sajan Main Bhool Gai Ye Baat
Janam Janam Mangungi Tujhko Tu Mujhko Na Thukraana,
Main Maati Mein Mil Jaaungi Tu Maati Ho Jaana,
Lehar Ke Aage Kya Ek Chote Tinke Ki Auqaat
Sajan Main Bhool Gai Ye Baat
Teri Oor Hi Dekha Mene Apni Oor Na Dekha,
Jab Jab Badhna Chaha Paaon Se Lipti Lachman Rekha,
Main Apne Bhi Saath Nahi Thi Tere Duniya Saath,

Writer(s): Jagjit Singh, Wasim Bareilvi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
In dem Lied 'Tu Amber Ki Aankh Ka Tara' von Jagjit Singh wird eine tiefgreifende und emotional aufgeladene Liebeserklärung vermittelt. Die Protagonist... weiterlesen
-
Beliebte Jagjit Singh Lyrics
Link kopiert!
Jagjit Singh - Tu Ambar Ki Aankh Ka Tara
Quelle: Youtube
0:00
0:00