Tere Khushboo Mein Lyrics

Das Lied "Tere Khushboo Mein" von Jagjit Singh spricht die leidenschaftlichen und sensiblen Emotionen an, die mit der Li... weiterlesen
Lyrics
Tere khushboo mein base khat main jalaata kaise
Pyaar mein dube huye khat main jalaata kaise
Tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise

Jinko duniya ki nigahon se chhupaye rakha
Jinko ik umra kaleje se lagae rakha
Din jinko jine imaan banae rakha
Tere khushboo mein base khat main jalaata kaise

Jinaka har labj mujhe yaad tha paani ki tarah
Yaad the mujhako jo paigaamen jubaani ki tarah
Mujhako pyaare thejo anmol nishaani ki tarah
Tere khushboo mein base khat main jalaata kaise

Tune duniya ki nigaahon se jo bachkar likhe
Saal ha saal mere naam baraabar likhe
Kabhi din mein toh kabhi raat ko uthkar likhe
Tere khushboo mein base khat main jalaata kaise
Pyaar mein dube huye khat main jalaata kaise
Tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise
Tere khat aaj main ganga mein baha loon
Tere khat aaj main ganga mein baha loon
Aag behate huye paani mein laga aaya hoon.
Writer(s): Jagjit Singh, Rajendranath Rahbir
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied "Tere Khushboo Mein" von Jagjit Singh spricht die leidenschaftlichen und sensiblen Emotionen an, die mit der Liebe und den Erinnerungen verbu... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Liebe
  • Emotionalität
  • Erinnerung
  • Sehnsucht
  • Intimität
  • Verlust
  • Kunst der Kommunikation
  • Traurigkeit
Jagjit Singh - Tere Khushboo Mein
Quelle: Youtube
0:00
0:00