Main Aur Meri Tanhai Lyrics
von Jagjit Singh
Der Song 'Main Aur Meri Tanhai' von Jagjit Singh ist eine tief emotionale Reflexion über Einsamkeit und innere Traurigke... weiterlesen
Aawaara Hai Galiyon Mein, Main Aur Meri Tanhayi
Jaayein Toh Kahaan Jaayein Har Mod Pe Rusawaayi
Main Aur Meri Tanhayi
Yeh Phul Se Chehare Hai, Hasate Huye Ghuldaste Hain
Koyi Bhi Nahi Apana Begaane Hai Sab Raste
Raahein Bhi Tamashayi
Main Aur Meri Tanhayi
Armaan Sulagate Hain Sine Mein Chita Jaise
Kaatil Najar Aati Hai, Duniya Ki Hawa Jaise
Roti Hai Mere Dil Par, Bajati Huyi Shehnayi
Main Aur Meri Tanhaayi
Aakaash Ke Maathe Par Taron Ka Chara Hai
Pehalu Mein Magar Mere Jakhmon Ka Gulista Hai
Aankhon Se Lahu Tapaka Daaman Mein Bahaar Aayi

Writer(s): Jagjit Singh Dhiman, Ali Sardar Jafri, Roshan Nadan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Der Song 'Main Aur Meri Tanhai' von Jagjit Singh ist eine tief emotionale Reflexion über Einsamkeit und innere Traurigkeit. Im ersten Vers beschreibt ... weiterlesen
-
Themen des Songs
-
Einsamkeit
-
Sehnsucht
-
Traurigkeit
-
Schmerz
-
Reflexion
-
Innere Kämpfe
-
Verlust
-
Schönheit
-
Natur
-
Einfallsreichtum
-
Beliebte Jagjit Singh Lyrics
Link kopiert!
Jagjit Singh - Main Aur Meri Tanhai
Quelle: Youtube
0:00
0:00