Kahin door jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Kahin door jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Mere khayaalon ke aangan mein
Koi sapnon ke deep jalaaye
Deep jalaaye
Kahin door jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Kabhi yunhi jab hui onjhal saanse
Bhar aayi bethe bethe jab yunhi aankhen
Kabhi yunhi jab hui onjhal saanse
Bhar aayi bethe bethe jab yunhi aankhen
Kabhi machalti pyar se chalti
Chhooe koi mujhe pr najar na aaye
Najar na aaye
Kahin door jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Kahin to yeh dil kabhi mil nahin paate
Kahin se nikal aaye janmon ke naate
Kahin to yeh dil kabhi mil nahin paate
Kahin se nikal aaye janmon ke naate
Hai mithi uljhan bairi apna man
Apna hi hoke sahe dard paraaye
Dard paraaye
Kahin door jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Dil jaane mere saare bhed ye gahare
Ho gaye kaise mere sapne sunahare
Dil jaane mere saare bhed ye gahare
Ho gaye kaise mere sapne sunahare
Ye mere sapne yahi to hai apne
Mujhse jooda na honge inke ye saaye
Inke ye saaye
Kahin door jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Mere khayaalon ke aangan mein
Koi sapnon ke deep jalaaye
Deep jalaaye
Kahin door jab din dhal jaye
Sanjh ki dulhan badan churaye
Chupke se aaye
Writer(s): Yogesh
Lyrics powered by www.musixmatch.com