Kabhi To Khul Ke Baras Lyrics

Das Lied 'Kabhi To Khul Ke Baras', gesungen von Jagjit Singh, ist eine berührende und gefühlvolle Ballade, die von unein... weiterlesen
Lyrics
Kabhi to khul ke baras apne meharban ki tarah
Kabhi to khul ke baras apne meharban ki tarah
Mera wujood hai ujade hue makan ki tarah
Kabhi to khul ke baras apne meharban ki tarah

Mein ek khwab sahi aap ki amanat hun
Mein ek khwab sahi aap ki amanat hun
Mujhe sambhal ke rakhiyega jismo jaan ki tarah
Mera wujood hai jalte hue makan ki tarah
Kabhi to khul ke baras apne meharban ki tarah


Kabhi to soch ke vo shaks kis kadar tha buland
Kabhi to soch ke vo shaks kis kadar tha buland
Jo bich gaya tere kadmo mein asman ki tarah
Mera wujood hai jalte hue makan ki tarah
Kabhi to khul ke baras apne meharban ki tarah

Bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant
Bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant
Guzar na jaye ye rut bhi kahin khizan ki tarah
Mera wujood hai jalte hue makan ki tarah
Kabhi to khul ke baras apne meharban ki tarah
Writer(s): Prem Warwartani, Jagjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied 'Kabhi To Khul Ke Baras', gesungen von Jagjit Singh, ist eine berührende und gefühlvolle Ballade, die von uneingestandener Sehnsucht und Trau... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Liebe
  • Sehnsucht
  • Traum
  • Hoffnung
  • Verlust
  • Einsamkeit
  • Natur
  • Erinnerung
Jagjit Singh - Kabhi To Khul Ke Baras
Quelle: Youtube
0:00
0:00