Gulshan Ki Faqat Phoolon Lyrics

Das Lied 'Gulshan Ki Faqat Phoolon' von Jagjit Singh behandelt die komplexen Emotionen des Lebens und die Balance zwisch... weiterlesen
Lyrics
Gulshan ki faqka phoolon se nahin kaaton se bhi zeenat hoti hai,
Jeene ke liye is duniya mein gham ki bhi zaroorat hoti hai.

Ae waaize-e-naadan karta hai tu ek qayamat ka charcha,
Yahan roz roz nigahen milti hai yaha raz qayamat hoti hai.

Wo pursish-e-gham ko ayae hain kuch keh na sakoon chup reh na sakoon,
Khaamosh rahoon to mushkil hai keh doon to shikayat hoti hai.

Karna hi padega jabt-e-alam peene hi padenge ye aansoo,
Fariyaad-o-fugaan se aey naadaan tauheen-e-mohabbat hoti hai.

Jo aake ruke daaman pe 'saba' wo asha nahin hai paani hai,
Jo ashq na chhalke aankhon se us ashq ki keemat hoti hai.
Writer(s): Jagjit Singh, Sabab Afghani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied 'Gulshan Ki Faqat Phoolon' von Jagjit Singh behandelt die komplexen Emotionen des Lebens und die Balance zwischen Freude und Leid. Der erst... weiterlesen

Jagjit Singh - Gulshan Ki Faqat Phoolon
Quelle: Youtube
0:00
0:00