Ek puraana mousam louta
(2)
Yaad bhari purvayi bhi
Ek puraana mausam lauta, Yaad bhari purvayi bhi
Aisa to kam hi hota hai, woh bhi ho tanhayi bhi
Ek puraana mausam lauta, Yaad bhari purvayi bhi
Yaadon ki bochharon se jab palkein bheegne lagti hai
(2)
Kithni soundhi lagti hai tab
(2),
Maazi ki rushvayi bhi
Ek puraana mausam lauta, Yaad bhari purvayi bhi
Do do shaklein dikhti hai is behke se aaeene mein
(2)
Mere saath chala aaya hai
(2)
Aapka ek soudayi bhi
Aisa tho kam hi hotha hay wo bhi ho thanhayi
Dhi
Khamoshi ka hasil bhi ik lambi si khamoshi
Hay
(2)
Unki bath suni bhi hum ne
(2) apni bath
Sunayi bhi
Aisa tho kam hi hotha hay wo bhi ho
Thanhayi dhi
(ek)
Writer(s): Gulzar, Jagjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com