Dosti Jab Kisi Se Ki Jaye Lyrics
von Jagjit Singh
Das Lied "Dosti Jab Kisi Se Ki Jaye" von Jagjit Singh behandelt die komplexe Natur von Freundschaft und die Emotionalitä... weiterlesen
Dosti jab kisi se kee jaaye
Dushmano ki bhi raaye lee jaaye
Maut ka zahar hai fizaon mein
Ab kahan ja kay saans lee jaaye
Bas isee sonch mein hoon dooba hua
Ye nadi kaise paar kee jaaye
Mere maazi ke zakhm bharne lage
Aaj phir koi bhool kee jaaye
Botlayen khol ke to pee barson
Aaj dil khol ke bhee pee jaaye
Dushmano ki bhi raaye lee jaaye
Maut ka zahar hai fizaon mein
Ab kahan ja kay saans lee jaaye
Bas isee sonch mein hoon dooba hua
Ye nadi kaise paar kee jaaye
Mere maazi ke zakhm bharne lage
Aaj phir koi bhool kee jaaye
Botlayen khol ke to pee barson
Aaj dil khol ke bhee pee jaaye
Writer(s): Qateel Shifai, Jagjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied "Dosti Jab Kisi Se Ki Jaye" von Jagjit Singh behandelt die komplexe Natur von Freundschaft und die Emotionalität, die damit verbunden ist. De... weiterlesen
-
Beliebte Jagjit Singh Lyrics
Link kopiert!
Jagjit Singh - Dosti Jab Kisi Se Ki Jaye
Quelle: Youtube
0:00
0:00