Dard-E-Dil Mein Kami Lyrics
von Jagjit Singh
Das Lied 'Dard-E-Dil Mein Kami' von Jagjit Singh beschäftigt sich mit den komplexen Gefühlen von Freundschaft und emotio... weiterlesen
Ard-e-dil me kami na ho jaaye
Dard-e-dil me kami na ho jaaye
Dosthi dushmani na ho jaaye
Dard-e-dil me kami na ho jaaye
Tum meri dosthi ka dam na bharo
Tum meri dosthi ka dam na bharo
Aasmaan muddayi na ho jaaye
Dard-e-dil me kami na ho jaaye
Baithata hu hamesha rindo mein
Baithata hu hamesha rindo mein
Kahin zaahid wali na ho jaaye
Dard-e-dil me kami na ho jaaye
Apne khooye wafa se darta hu
Apne khooye wafa se darta hu
Aashiqi bandagi na ho jaaye
Dard-e-dil me kami na ho jaaye.
Dard-e-dil me kami na ho jaaye
Dosthi dushmani na ho jaaye
Dard-e-dil me kami na ho jaaye
Tum meri dosthi ka dam na bharo
Tum meri dosthi ka dam na bharo
Aasmaan muddayi na ho jaaye
Dard-e-dil me kami na ho jaaye
Baithata hu hamesha rindo mein
Baithata hu hamesha rindo mein
Kahin zaahid wali na ho jaaye
Dard-e-dil me kami na ho jaaye
Apne khooye wafa se darta hu
Apne khooye wafa se darta hu
Aashiqi bandagi na ho jaaye
Dard-e-dil me kami na ho jaaye.
Writer(s): Jagjit Singh, Bekhud Dehlvi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
Bedeutung hinter dem Text
Das Lied 'Dard-E-Dil Mein Kami' von Jagjit Singh beschäftigt sich mit den komplexen Gefühlen von Freundschaft und emotionalem Schmerz. Der wiederkehre... weiterlesen
-
Beliebte Jagjit Singh Lyrics
Link kopiert!
Jagjit Singh - Dard-E-Dil Mein Kami
Quelle: Youtube
0:00
0:00