Dairo-Haram Lyrics

Das Lied 'Dairo-Haram' von Jagjit Singh handelt von den Herausforderungen, die mit der Liebe verbunden sind. Der Künstle... weiterlesen
Lyrics
Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai
Naye Parindo Ko Udne Mein Waqt To Lagta Hai

Jism Ki Baat Nahi Thi
Unke Dil Tak Jana Tha
Jism Ki Baat Nahi Thi
Unke Dil Tak Jana Tha

Lambi Doori Tai Karne Mein Waqt To Lagta Hai
Lambi Doori Tai Karne Mein Waqt To Lagta Hai

Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai

Gaanth Agar Lag Jaye To Phir Rishte Ho Ya Dori
Gaanth Agar Lag Jaye To Phir Rishte Ho Ya Dori

Laakh Kare Koshish Khulne Mein Waqt To Lagta Hai
Laakh Kare Koshish Khulne Mein Waqt To Lagta Hai

Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai

Humne Ilaaj-e-Jakhme-Dil To Dhoondh Liya Lekin
Humne Ilaaj-e-Jakhme-Dil To Dhoondh Liya Lekin
Gehre Zakhmo Ko Bharne Me Waqt To Lagta Hai
Gehre Zakhmo Ko Bharne Me Waqt To Lagta Hai

Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein Waqt To Lagta Hai
Naye Parindo Ko Udne Mein Waqt To Lagta Hai
Writer(s): Jagjit Singh, Khamosh Ghazipuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

Das Lied 'Dairo-Haram' von Jagjit Singh handelt von den Herausforderungen, die mit der Liebe verbunden sind. Der Künstler bringt zum Ausdruck, dass es... weiterlesen

Jagjit Singh - Dairo-Haram
Quelle: Youtube
0:00
0:00