Charage Ishq Jalaane Ki Raat Lyrics

In "Charage Ishq Jalaane Ki Raat", gesungen von Jagjit Singh, wird eine romantische Nacht beschrieben, die voller Verspr... weiterlesen
Lyrics
Charage ishq jalane ki raat aayi hai
Charage ishq jalane ki raat aayi hai
Kisi ko apanaa banaane ki raat aai hai
Charage ishq jalane ki raat aayi hai

Wo aaj aaye hai mehphil mein chandani lekar
Wo aaj aaye hai mehphil mein chandani lekar
Ke roshani mein nahane ki raat aayi hai
Ke roshani mein nahane ki raat aayi hai
Kisi ko apanaa banaane ki raat aayi hai

Charage ishq jalane ki raat aayi hai

Falak ka chaand bhi sharmaa ke munh chhupayega
Falak ka chaand bhi sharmaa ke munh chhupayega
Naqab rukh se uthane ki raat aayi hai
Naqab rukh se uthane ki raat aayi hai
Kisi ko apanaa banaane ki raat aayi hai
Charage ishq jalane ki raat aayi hai

Nigaah-e-saqi se paiham chhalak rahi hai sharab
Nigaah-e-saqi se paiham chhalak rahi hai sharab
Pio ki pine pilane ki raat aayi hai
Pio ki pine pilane ki raat aayi hai
Kisi ko apanaa banaane ki raat aayi hai
Charage ishq jalane ki raat aayi hai.
Writer(s): Jagjit Singh, Faiz Ratlami
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Bedeutung hinter dem Text

In "Charage Ishq Jalaane Ki Raat", gesungen von Jagjit Singh, wird eine romantische Nacht beschrieben, die voller Versprechungen und Möglichkeiten ist... weiterlesen

  • Themen des Songs

  • Liebe
  • Romantik
  • Nacht
  • Begegnung
  • Hingabe
  • Licht
  • Feier
  • Wünsche
  • Schönheit
  • Sehnsucht
Jagjit Singh - Charage Ishq Jalaane Ki Raat
Quelle: Youtube
0:00
0:00