Jidhar Dekhoon - Mahaan / Soundtrack Version Lyrics

Lyrics
Zidhar dekhoon teri tasveer
Zidhar dekhoon teri tasveer nazar aati hai
Teri surat, meri taqadir, nazar aati hai

Zindaa hun mai tere liye, jivan teraa hai
Meraa hai jo, sab hai teraa, ab kyaa meraa hai
Meri khushiyo ki tu jaagir nazar aati hai
Zidhar dekhoon teri tasveer nazar aati hai

Binaa dekhe, binaa jaane, tan man baandhe jo
Badhan jo, janam janam, mar ke judaa na ho
Teri chaahat vahi zanjir, nazar aati hai

Zidhar dekhoon teri tasveer nazar aati hai
Teri surat, meri taqadir, nazar aati hai.
Writer(s): R. D. Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Amitabh Bachchan - Jidhar Dekhoon - Mahaan / Soundtrack Version
Quelle: Youtube
0:00
0:00