Kyun Re (Version 2) Lyrics
von Amitabh Bachchan
Jal taraf si hasi teri
Sunai di aaj bhi
Khsboo teri reh gayi
Teri jaane ke baad bhi
Ghar ka woh kauna tera
Suna bichona tera
Teri gair maujudgi mein bhi
Lage hona tera
Kyun re, kyun re
Kar gaya tanha
Mujhe aise
Kyun re, kyun re
Kanch ke lamho
Ke reh gaye
Reh gaye chure
Teri cheze abhi bhi
Waise hi rakhta hoon
Betha sanate mein
Unko takta hoon
Jab lautegi tab tak
Rasta dekhunga
Iske alawa kar bhi
Kya sakta hoon
Ungli se mujhko phir se
Suljhane dena apne
Guche ghungralo
Balo ke bhure
Kyun re, kyun re
Kar gaya tanha
Mujhe aise
Kyun re, kyun re
Kanch ke lamho
Ke reh gaye
Reh gaye chure
Sunai di aaj bhi
Khsboo teri reh gayi
Teri jaane ke baad bhi
Ghar ka woh kauna tera
Suna bichona tera
Teri gair maujudgi mein bhi
Lage hona tera
Kyun re, kyun re
Kar gaya tanha
Mujhe aise
Kyun re, kyun re
Kanch ke lamho
Ke reh gaye
Reh gaye chure
Teri cheze abhi bhi
Waise hi rakhta hoon
Betha sanate mein
Unko takta hoon
Jab lautegi tab tak
Rasta dekhunga
Iske alawa kar bhi
Kya sakta hoon
Ungli se mujhko phir se
Suljhane dena apne
Guche ghungralo
Balo ke bhure
Kyun re, kyun re
Kar gaya tanha
Mujhe aise
Kyun re, kyun re
Kanch ke lamho
Ke reh gaye
Reh gaye chure
Writer(s): Amitabh Bhattacharya, Clinton Cerejo
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?
Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.
-
Beliebte Amitabh Bachchan Lyrics
Link kopiert!
Amitabh Bachchan - Kyun Re (Version 2)
Quelle: Youtube
0:00
3:19