Salaam-E-Ishq Lyrics

Lyrics
Ishq walon se na poochho
Ki unki raat ka aalam
Tanha kaise guzarta hai
Juda ho hamsafar jiska
Woh usko yaad karta hai
Na ho jiska koi woh
Milne ki fariyad karta hai
Salam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo
Salam-e-ishq meri jaan zara kubool kar lo
Tum hamse pyaar karne ki zara si bhool kar lo

Mera dil bechain hai
Mera dil bechain hai hamsafar ke liye

Writer(s): Kalyanji-anandji, Prakash Mehra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Was als nächstes?

Dein Karma steigt mit jedem Klick! Teile den Guru-Link und bring Lyrics in die Welt.

Amitabh Bachchan - Salaam-E-Ishq
Quelle: Youtube
0:00
0:00